Quote:
Originally Posted by L.P.
Tu kahan jaa rha hai..?? tera bhi to aane wala hai..
ya shayad jab tak maine post kara tab tak nikal gya...  ..
kitne hazaar saalon ka hua hai.?? foto k hisaaab se sahi sahi batiyo.. 
|
haan aur delhi aane ka waqt bhi pass aaa raha hai
foto ke hisaab sey 24-25 lagta hoon, par umar keval 20 saal hai
itne din kahan gaayab tha ?